Mann Jaage (Lyrics)
Song Details:
Movie:Bittoo Boss
Music Director:Raghav Sachar
Lyricists:Kumaar
Singer(s):Shahid Maliya
Mann Jaage Free Lyrics Provided By indian-songs-lyrics.blogspot.com
Mann Jagge Sari Raat
Mera Deewana,
Mann Maane Na Yeh Baat
Ki Woh Tha Begana
Mann Jagge Sari Raat
Mera Deewana,
Mann Maane Na Yeh Baat
Ki Woh Tha Begana
Hai Khud Se Hi Khafa Khafa
Kya Chahiye Nahi Pata …Bawara
Paya Woh Na Chaha
Chaha Woh Na Paya
Jiske Peeche Bhage Woh Saya Hai Besaya
Kya Kya Raste Dhoondhe
Kya Kya Dukh Na Paya
Per Saaya Thehera Saya
Ke Haathon Mein Na Aaya
Koi Subah Jo Mein Uthun
Mujhe Agar Mile Sukun Bawra
Ginta Rehta Taare
Loutun Mein Angareiin
Khud Lagta Beehdta Yeh Jag Ko Thokar Marein
Kheeche Kheenche Baithe
Baithe Baithe Bhaage
Na Sunta Khud Ke Aage
Yeh Pagal Ho Gaya
Paya Woh Na Chaha
Chaha Woh Na Paya
Jiske Peeche Bhage Woh Saya Hai Besaya
Kya Kya Raste Dhoondhe
Kya Kya Dukh Na Paya
Per Saaya Thehera Saya
Ke Haathon Mein Na Aaya
Hai Zingadi Muhal Kyun
Bana Liya Yeh Haal Kyun Bata
Uljha Uljha Rehta
Na Sunta Na Kuch Kehta
Suni Suni Aankhon Se Reh Reh Pani Behta
Tutte Saare Naate
Haara Mein Samjhate
Beechde Dil Aur Saathi Kyun Vaapas Nahi Aate
Yeh Dard Kyun
Yeh Pyaas Kyun
Bina Tere Udaas Kyun
Yeh Ranj Kyun
Talash Kyun
Bataaaaa Baawara
Thandhi Aahein Bharke
Jeeta Hai Mar Mar Ke
Pyaasa Reh Gaya Hai
Yeh Dariya Se Guzar Se
Dhoke Se Nazar Ke
Jhoke Se Umar Ke
Ret Ke Mahal Sa
Reh Gaya Hai Peeghal Ke
Mannn Jaage
Jage Jaage
Mannn
0 comments:
Post a Comment