Thursday, October 6, 2011

Lyrics of Kun Fayakun (Rockstar)

Kun Fayakun (Lyrics)



Song Details:
Movie:Rockstar
Music Director:A. R. Rahman
Lyricists:Irshad Kamil
Singer(s):A. R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan

Kun Fayakun Free Lyrics Provided By indian-songs-lyrics.blogspot.com

Rangreza, rangreza, rangreza, ho rangreza
Kun fayakun kun fayakun fayakun fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun kun fayakun fayakun fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Woh jo mujh mein samaaya, woh jo tujh mein samaaya
Maula wahin wahi maaya
Woh jo mujh mein samaaya, woh jo tujh mein samaaya
Maula wahi wahi maaya
Kun fayakun kun fayakun
Sadaq allahu al ali al azim

Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jaan deewa
Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jaan deewa
Katra mila jo tere dar barse
O maula, maula
Kun fayakun kun fayakun kun fayakun kun fayakun
Kun fayakun kun fayakun fayakun fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun kun fayakun fayakun fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
Kun fayakun kun fayakun
Sadaq allahu al ali al azim
Sadaq rasur-hul nabhi hikari

0 comments:

Post a Comment

Share

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More