Sunday, December 11, 2011

Lyrics of Love Love Love (Love Breakups Zindagi)

Love Love Love (Lyrics)

Song Details:
Movie:Love Breakups Zindagi
Music Director:Salim-Sulaiman
Lyricists:Javed Akhtar
Singer(s):Benny Dayal & Shrradha Pandit

Love Love Love Free Lyrics Provided By indian-songs-lyrics.blogspot.com

Jaage jaage soye soye hum rahe
Zara zara khoye khoye hum rahe
Chaahaton ke dil mein doobaye rahe love love love, kya cheez hai

Rang hawa mein, khushboo hai baaton mein
Kitni narmi hai mausam ke haathon mein
Jaan in love love love love, kyun ho jaata hai
Tumko jo pata ho toh bata do, main toh jaanu na

Jaanu na, kya yeh pyaar hai
Can you feel it tell me, love love

Saanson mein hai jaise jazbaat se ghule
Aankhon mein hai tere sapne ke bulbule

Naya naya sa hai andaaz shaam ka
Saara yeh samaa hai iss dil ke kaam ka

Rang hawa mein, khushboo hai baaton mein
Kitni narmi hai mausam ke haathon mein
Jaan in love love love love, kyun ho jaata hai
Tumko jo pata ho toh bata do, main toh jaanu na
Jaan in love love love love, kyun ho jaata hai
Tumko jo pata ho toh bata do, main toh jaanu na

Ho dhadkan dhadkan kuch gaa raha hai dil
Tum jo saath ho toh behka raha hai dil

Dekho dekho tumko kuch hosh bhi rahe
Dil se yeh kehdo khamosh bhi rahe

Rang hawa mein, khushboo hai baaton mein
Kitni narmi hai mausam ke haathon mein
Jaan in love love love love, kyun ho jaata hai
Tumko jo pata ho toh bata do, main toh jaanu na
Jaan in love love love love, kyun ho jaata hai
Tumko jo pata ho toh bata do, main toh jaanu na

Main toh jaanu na... Love love love kya cheez hai

0 comments:

Post a Comment

Share

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More